Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

मंगलवार, 31 मार्च 2015

Jain Religion answer... Shravak ke prashn... shravak yogy prashna

1) shravak ke gun kitne ?
  21
2) shravak ke dainik kartavya kitne hai?
  6
3) shravak ke vaarshik kartavya kitne ?
  11
4) shravak ke paryushan ke kartavya kitne ?
  5
5) shravak roj kitne niyamo ko dhaaran karta hai ?
  14
6) shravak ko Dono samay kya Karna chahiye ?
  pratikraman
7) shravak ko mandir ki kitne aashaatana  taalani chahiye ?
 84
8) shravak ka kon sa gunsthan hai ?
  5th deshvirati gunsthan

9) shravak kis pad ki eccha karta hai ?
  sadhu pad
10) shravak ko parva tithi  me kya Karna chahiye ?
  paushad
11) shravak ko kya karne ke baad bhojan Karna chahiye ?
  Atithi samvibhag bhakti
12) shravak ki saamayik kitne minutes ki hoti hai?
  48
13) shravak ko kiska  shravan  Karna chahiye ?
  Jinvaani
14) shravak ko kitne anantkaay ka tyag Karna chahiye ?
  32
15) shravak ko kitne abhaksh padartho ka tyag Karna chahiye ?
  22
16) shravak ke kitne pratima hote hai ?
  11
17) shravak ko pratidin shaam ko kon sa pratyakhyaan Karna chahiye?
  chauvihaar
18) shravak kitne daya  paalata hai ?
  savavisava
19) shravak ko kitne bhavanavo ka chintan Karna chahiye ?
  12
20) maarganusaari ke gun kitne hai ?
  35
21) shravak ko kitne vyasano ka sarvatha tyag Karna chahiye?
 7
22) sadhuta ka  rasaaswadan karne ke liye  shravak ko pratidin kya Karna chahiye ?
  saamayik
23) shravak ko apani sampati ka sadupayog kitne kshetra me Karna chahiye ?
  7
24) shravak ki pahachan kisse  hoti  hai ?
  Tilak se
25) shravak ke manorath kitne hai ?
  3
26) shravak ke anuvrat kitne hai ?
  5
27) shravak ke gun vrat kitne hai ?
  3
28) shravak ke shiksha vrat kitne hai ?
  4
29) shravak ke kul atichaar kitne hai ?
  124
30) shravak ko varsh me kul kitne pratikramaan karne chahiye ?

  720

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें